Email Subscriptions
Login
.
Latest Free SMS Jokes & Text Messages
.
mujhe tum nazar se giraa to rahe ho
mujhe tum nazar se giraa to rahe ho
mujhe tum kabhii bhii bhulaa naa sakoge
na jaane mujhe kyuu.N yaqii.n ho chalaa hai
merii yaad ko tum miTaa naa sakoge
merii yaad hogii jidhar jaaoge tum
kabhii naGmaa ban ke, kabhii ban ke aa.Nsuu
taD.apataa mujhe har taraf paaoge tum
shamaa jo jalaayii merii vafaa ne
bujhaanaa bhii chaaho bujhaa naa sakoge
kaabhii naam baato.n me.n aayaa jo meraa
to bechain ho hoke dil thaam loge
nigaaho.n pe chhaayegaa Gam kaa a.ndheraa
kisii ne jo puuchhaa sabab aa.Nsuo.n kaa
bataanaa bhii chaaho bataa naa sakoge
mujhe tum kabhii bhii bhulaa naa sakoge
na jaane mujhe kyuu.N yaqii.n ho chalaa hai
merii yaad ko tum miTaa naa sakoge
merii yaad hogii jidhar jaaoge tum
kabhii naGmaa ban ke, kabhii ban ke aa.Nsuu
taD.apataa mujhe har taraf paaoge tum
shamaa jo jalaayii merii vafaa ne
bujhaanaa bhii chaaho bujhaa naa sakoge
kaabhii naam baato.n me.n aayaa jo meraa
to bechain ho hoke dil thaam loge
nigaaho.n pe chhaayegaa Gam kaa a.ndheraa
kisii ne jo puuchhaa sabab aa.Nsuo.n kaa
bataanaa bhii chaaho bataa naa sakoge
Mazahiya Shayari - Kitne Vele Hein
Kasam in Mast Ankhon Ki
Mera Bhi Naseeb-Heart Touching Poetry
Mein Chand Hon Insan Nhi
mujhe tum nazar se giraa to rahe ho
Dh0ndte Thy Aap Sy Milne K Bahane Kitne-Poetry Sms
Faasla Na Rahy
Be Panah Iraday Hoon
Once Ghalib Saw A Big-Funny Poetry SMS
Ronay Laga Hai Asmaan // Sad Poetry



