Email Subscriptions
Login
.
Latest Free SMS Jokes & Text Messages
.
Raaz -e- Ulfat Chupa Kay
Raaz -e- Ulfat Chupa Kay Dekh Liya
Dil Bohat Kuch Jala Kay Dekh Liya
Or Kia Dekhnay Ko Baaki Hay
Aap Say DIL Laga Kay Dekh Liya
Wo Mera Ho Kay Bhi Mera Na Howa
Un Ko Apna Bana Kay Dekh Liya
Aaj Un Ki Nazar Main Kuch Ham Nay
Sab Ki Nazray Bacha Kay Dekh Liya
Faiz Taqmeel -e- Ghum Bhi Ho Na Saki
Ishq Ko Aazma Kay Dekh Liya
Aas Us Dar Say Tootti Hi Nahi
Jaa Kay Dekha Na Jaa Kay Dekh Liya
Dil Bohat Kuch Jala Kay Dekh Liya
Or Kia Dekhnay Ko Baaki Hay
Aap Say DIL Laga Kay Dekh Liya
Wo Mera Ho Kay Bhi Mera Na Howa
Un Ko Apna Bana Kay Dekh Liya
Aaj Un Ki Nazar Main Kuch Ham Nay
Sab Ki Nazray Bacha Kay Dekh Liya
Faiz Taqmeel -e- Ghum Bhi Ho Na Saki
Ishq Ko Aazma Kay Dekh Liya
Aas Us Dar Say Tootti Hi Nahi
Jaa Kay Dekha Na Jaa Kay Dekh Liya
Yaad Ab Nahi / Sad Hindi Ghazals
Badal Gya Hy
Chand bola tera mehboob-Ghazal SMS
ik teri mohabbat k liye
Kissi BHi Mor Pe MOHSIN Bura Pao Agar Mujhko
Tum Meri Yaad Mein Jalo-Ghazal SMS
Jane De / Cute Ghazals
Mey apni baat choor aya hun
Romantic Ghazals // Meray Wajood Tak
Zakhm E tanhai me khushbo E hina kis ki thi-Ghazal SMS Poetry



