Email Subscriptions
Login
|
|
|
Dil se wisaal-e-yaar ka armaan
Dil se wisaal-e-yaar ka armaan bhi gaya
Dekha jo ghar udaas to mehmaan bhi gaya
Kar li hai us ne phir gham-e-jaana se dosti
Lo apne hath se dil-e-nadaan bhi gaya
Mushkil tha apni raah pe lana use magar
Tha baat ma khuloos to wo maan bhi gaya
Dikhlaaye kiya bahaar ne josh-e-junoon ke rung
Daaman bacha rahe the gereibaan bhi gaya
Us ki wafa na haasil hui mujhe
Ma us ke dar pe le ke dil-o-jaan bhi gaya

Yeh Fakhar Toh Haasil hay
Ghalib VS Iqbal Poetry-SMS Of the Day
Tere Anchal-Love SMS Poetry
Hai Husn Ka Purkaif Nazara - Poetry SMS
Jahan Mein SAGAR
Kisi Pal Mujhe
Dhoond Raha Hai
sans mujh mai baqi hai
Boht Kuch Tujh-Missing You Poetry
Ab k koi Shikayat nhi hogi-Sad SMS