Barri Dair Tak - Urdu Ghazals
Muje arzu-e-sehr rahi yunhi raat bhar
barri dair tak
.
Na bikhar saka
na simat saka
yunhi raat bhar
barri dair tak
.
Tha bahut azab aur akely ham
shab-e-gham b meri
taweel tar
.
Rahi zindgi b saraab
Aur rahi ankh tar
barri dair tak
.
Yahan hr traf ha
ajab samaan
sabi khud pasand
sabi khud numa
.
Dil-e-beqrar ko
na mil saka
koi chara gar
barri dair tak
.
Muje zindgi ha
aziz tar
Esi wasty
mere ham-safr
.
Muje
qatra qatra pila zehr
jo karay asr
bari der tk.
barri dair tak
.
Na bikhar saka
na simat saka
yunhi raat bhar
barri dair tak
.
Tha bahut azab aur akely ham
shab-e-gham b meri
taweel tar
.
Rahi zindgi b saraab
Aur rahi ankh tar
barri dair tak
.
Yahan hr traf ha
ajab samaan
sabi khud pasand
sabi khud numa
.
Dil-e-beqrar ko
na mil saka
koi chara gar
barri dair tak
.
Muje zindgi ha
aziz tar
Esi wasty
mere ham-safr
.
Muje
qatra qatra pila zehr
jo karay asr
bari der tk.
0 comments













Leave a Comment